SAMPURN VYAKARAN SAHIT MARATHI - HINDI BOLNA SIKHE
Author | : V&S EDITORIAL BOARD |
Publisher | : V&S Publishers |
Total Pages | : 239 |
Release | : 2015-01-09 |
ISBN-10 | : 9789352151653 |
ISBN-13 | : 9352151658 |
Rating | : 4/5 (658 Downloads) |
Download or read book SAMPURN VYAKARAN SAHIT MARATHI - HINDI BOLNA SIKHE written by V&S EDITORIAL BOARD and published by V&S Publishers. This book was released on 2015-01-09 with total page 239 pages. Available in PDF, EPUB and Kindle. Book excerpt: Prastut Pustak me batchit sambandhit vakyo ko padhkar aap Marathi bhasha ka prayog Bazaar, Bus Stand, Office aadi jagho par asani se kar sakte hai. Yeh pustak un logo ko dhyan me rakhakar likhi gai hai jo hindi se Marathi bhasha sikhne ke ichchhuk hai. Marathi ke kai vidvano tatha manovaigyaniko se pramarsh ke pashchat is pustak ka sankalan kiya gya hai. Pathako ki suvidha ke liye is pustak ko kul panch khando me bata gya hai. Pustak ke saath Audio CD sanlagan hai jiska upyog kar aap saraltapurvak Marathibol sakte hai.Pustak ke kuch pramukh ansh.Marathi vyakaran se sambandhit Prayawachi Shabd, Vilom Shabd tatha Lokpriya Muhavaro ka prayog, Mahtvapuran Shabdavali me sharir ke vibhinn ang, aatmiy rishtedaron se sambandhit shabd, Khaad Samgri, Rog, Kide-Makodo, Janvaro ke Naam, Fal, Sabji tatha Vibhinn Dhatuo ke bare me jaankari di gai hai.Pustak me Kya, Kyon, Kuon, Kaise aadi shabdo ka prayog Bazaar, Bank, Daakghar, Railway Station, Bus Stand, Restaurant aadi jagho par kis prakar Marathi bhasha me batchit kare iski vistrit jankari bhi di gai hai.Aavedan patra, Abhinandan patra, Mitra ko patra, Pustako ke liye Order kis prakar likhe iska bhi udaharan pustak ke antim khand me nihit hai.Pathako se anurodh hai ki Marathi sikhne ke liye is pustak me diye gaye batchit ke ansho ko pratidin avashaya padhe.